Friday 9 January 2015

AMITABH BACHCHAN Mere Aangane Me lyrics

mere aangane me
tumhara kya kaam hai
mere aangane me
tumhara kya kaam hai
jo hai naam wala
wohi to badnaam hai
mere aangane me
tumhara kya kaam hai
jiski biwi lambi uska bhi bada naam hai
jiski biwi lambi
jiski biwi lambi uska bhi bada naam hai
kothe se laga lo seedhe ka kaam hai
kothe se laga lo seedhe ka kaam hai
mere aangane me
tumhara kya kaam hai
jiski biwi moti uska bhi bada naam hai
jiski biwi moti
moti moti moti moti
jiski biwi moti uska bhi bada naam hai
bistar pe leta do
bistar pe leta do
gadde ka kaam hai
bistar pe leta do
gadde ka kaam hai
mere aangane me
tumhara kya kaam hai
jiski biwi kali uska bhi bada naam hai
jiski biwi kali uska bhi bada naam hai
aankhon me basa lo
aankhon me basa lo
surme ka kaam hai
aankhon me basa lo
surme ka kaam hai
mere aangane me
tumhara kya kaam hai
jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
gori gori
kamre me bitha lo
kamre me bitha lo
bijli ka kya kaam hai
mere aangane me
tumhara kya kaam hai
jiski biwi chhoti uska bhi bada naam hai
jiski biwi chhoti
chhoti nati
nati chhoti
chhoti nati..
nati chhoti
jiski biwi chhoti uska bhi bada naam hai
god me bitha lo
god me bitha lo
bache ka kya kaam hai
mere aangane me
tumhara kya kaam hai
mere aangane me
tumhara kya kaam hai
mere aangane me
tumhara kya kaam hai
hai