Tuesday, 21 February 2017

Badrinath Ki Dulhania Title Songs Lyrics Varun Dhawan, Alia Bhatt

Khelan kyun na jaaye
Tu Hori re rasiya (x2)

Puche hain tohe saari guiyan
Kahan hai Badri ki dulhania, dulhania..

Kurti pe teri malun gulaal
Rang bata blue ya laal
Air mein tere udte baa
Aaja rang doon dono gaal

Arey sa ra ra ra..
Arey sa ra ra ra..
Kabira sa ra ra ra..

Baby ke dekhe jhumke
Laga de chaar thumke
Chhichhore nache jamke, re!

Aye..

mein din dahade
Window aur chat pe taade
Hum dekhen aankhen faade re!

Arey arey…
Tujhpe tiki hai meri naughty najariya..
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania

Munia re munia
Badri ki dulhania (x2)

Holi hai…

Baby badi bholi hai
Baby ki rang di choli hai
Angreji mein khit pit madam ri
Bura na maano holi hai

Rama rama gazab hogaya
Tere se nazariya lad gayi
Aayi jawani julm hoyi gawa
Kis aafat mein pad gayi

Are sa ra ra ra..
Kabira sa ra ra ra..

Ho.. Rama rama gazab hogaya
Tere se nazariya lad gayi
Aayi jawani julm hoyi gawa
Kis aafat mein pad gayi

Haaye main mar gayi
Suli pe chadh gayi
No no no kehna tha
Lekin haan kar gayi

Dil tujhko send main to kar gayi re
Main Badri ki dulhania

Tujhko bana kar ke
Le jayenge ho Badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge ho Badri ki dulhania

Baby ke dekhe jhumke
Laga de chaar thumke
Chhichhore nache jamke, re!

Aye..

mein din dahaade
Window aur chat pe taade
Hum dekhen aankhen faade re!

Ayey.. arey re re..
Tujhpe tiki hai meri naughty najariya..
Haaye!

Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge Badri ki dulhania

Munia re munia
Badri ki dulhania (x2)

Saturday, 3 January 2015

Lyrics Of Ungli Pe Nachale ( Ungli )

Ungli...

Ungli pe nachale o chori ungli pe nachale (x4)

Isse masti chadhi hui hai
Jab jab ye khadi hui hai
Ho isse masti chadhi hui hai
Jab jab ye khadi hui hai
Ishq nok pe disco chok pe
Aag lagi hai oh teri

Ungli pe nachale o chori ungli pe nachale (x2)

Main very very lonely
Mera tu hi saiyaan only
Main very very lonely
Mera tu hi saiyaan only
First pyaar hai lust yaar hai
Kissi de de oh teri
Ungli pe nacha le oh chori ungli pe nachale
Ungli pe nacha le oh chori ungli pe nachale..

Jis school mein tum padhte ho
Hum hain wahaan ke teacher
Hum toh hain poori botal aur
tum toh saare miniature (x2)

Na paisa hai na dollar
Phir bhi khade hain collar
Ungli ki nouk pe disco chauk pe
Aag laga de oh teri
Ungli pe nachalein oh chori ungli pe nachale
Ungli pe nachalein oh chori ungli pe nachale..

Tu akhiyan mujh par zoom kar
Ek jhappi de de choom kar
Tu akhiyan mujh par zoom kar
Ek jhappi de de choom kar
Saari raat hun tere saath hun
Tu hai meri kamjori

Ungli pe nachale o chori ungli pe nachale (x2)

Isey masti chadhi hui hai
Jab jab yeh khadi hui hai
Ho isey masti chadhi hui hai
Jab jab yeh khadi hui hai
Ishq nok pe disco chauk pe
Aag lagi hai oh teri

(Jab siddhi aur teddhi ungli se ghee na nikle
Toh beech ka rasta apnaana chahiye)

Ungli pe nachale oh chori ungli pe nachale (x2)