Tuesday 20 January 2015

MIRZA GHALIB Dil-e-Naadan Lyrics

Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Aakhir iss dard ki dava kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Unko unse wafaa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafa kya hai
Jo nahi jaante wafa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..

Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Main nahi jaanta duaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..

Maine maana ki kuch nahi Ghalib
Maine maana ki kuch nahi Ghalib
Muft aaye toh buraa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..