Tuesday 20 January 2015

Lyrics Of Dil-e-Nadaan REPRISE (Hawaizaada)

Aag ka dariya doob ke jaana
Ishq nahi aasaan, aasaan ho
Ishq nahi aasaan..

Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai
Aakhir iss dard ki dava kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai

Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai

Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Main nahi jaanta duaa kya hai
Main nahi jaanta duaa kya hai
Main nahi jaanta duaa kya hai
Dil-e-nadaan tuje hua kya hai

Aag ka dariya doob ke jaana
Ishq nahi aasaan, aasaan ho
Ishq nahi aasaan

Maine maana ke kuch nahi Ghalib
Maine maana ke kuch nahi Ghalib
Muft haath aaye toh bura kya hai
Muft haath aaye toh bura kya hai
Dil-e-naadaan tujhe huaa kya hai