Tuesday, 6 January 2015

Lyrics Of Salaam India ( Mary Kom )

(Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tujhe Salaam India)

Mushqil waqt me bhi na hum khoye hausla
Milke saath chalne ka yun kar le faisla
Mitti hum jo chume toh milta josh hai
Bas teri hi khaatir jaan ye sarfarosh hai
Jeet ka jashan hum manayenge
Aasmaan tiranga sajana aaj hai
Shaan se sabhi ko batayenge
Jeet lenge ye saara jahaan

Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tujhe Salaam India (x2)

India.. aa..
India.. aa..

Ho abr se irrade hon
Koshishon ke waade hon
Manzil milegi chaahe raahein ho khafa (x2)

Desh ye sikhata hai himmatein badhata hai
Thhokar se gir ke na tu rukna bewajah
Tera ye watan kar kuch bhi jatan
Tu jaan bhi is pe lutta de tu
Darr ko dara ke raggo mein fateh ka josh jaga

Arsh ki udaane lagani hain
In hawaaoon ka rukh badalna aaj hai
Desh ye ibbadat humari hai
De tu aaj ye sab ko bataa

Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tuje Salaam India (x4)

India...

Lyrics Of Ziddi Dil ( Mary Kom )

Ye aa aayi yaayi ye ye aa
Aayi yaayi ye ye ya..
Aayi yaayi ye ye ya..
Oh ho..

Bas khud ki hi sunta baatein, yea yea yeah
Nadaani se hai naate, yea yea yeah
Ghurrata aate jaate, yea yea yeah
Din ko kehta yeh raatein, yea yea yeah
Ho dekhe hai aankhon mein
Kismat ki aankhein daale.. hey!
Hawaa ke kaanon mein jaake kahe
Kismat piddi hai

(Tum bahut ziddi hai)

Dil ye ziddi hai
Dil ye ziddi hai
Dil ye ziddi hai ziddi hai
Dil ye ziddi hai (x2)

Manmaani ke oye oye oye
Shehar jaake oye oye oye
Shaitani laata hai, sar pe ye bandh ke
Chhedkhaani ko oye oye oye
Ye samjha ke oye oye oye
Nazron pe chupke se laata hai pehn ke
Rehta sabse takraate, yea yea yeah
Apni hi dhun mein gaate, yea yea yeah
Woh oh dekhe hai aankhon mein
Kismat ki aankhein daale
Hawa ke kaanon mein jaake kahe
Kismat piddi hai

Dil yeh jiddi hai
Dil yeh ziddi hai
Dil yeh ziddi hai ziddi hai
Dil yeh ziddi hai (x2)

Ye parchaaiyon se chhupta yahaan
Oho.. phir tanhaaiyon se ladta yahaan
Jo chahta wo hai kiya
Apni hi sharton pe ye hai jiya
Oho ziddi hai, ziddi hai, ziddi hai
Kaisa yeh ziddi hai

Dil yeh jiddi hai
Dil yeh ziddi hai
Dil yeh ziddi hai ziddi hai
Dil yeh ziddi hai (x2)

Ye aa aayi yaayi ye ye aa
Aayi yaayi ye ye ya..
Aayi yaayi ye ye ya..
Oh ho..

Monday, 5 January 2015

Lyrics Of Aao Na ( Haider )

Jale hee Jale hee Jale
Diye se jal rahi saari zindagi ooo..
Jale hee Jale hee Jale
Diye se jal rahi saari zindagi ooo..
Nahi bujhey, bujhey nahi
Hawaa se bujhey nahi saari zindagi oo..

Ek phoonk se miyaan
Sab udd gayaa dhuaan
Woh jo saans ki ek phaans thi
Woh nikal gayi jo kharaash thi
Ama seene ki wo khalish gayi
Bekarariyan, beemaariyan gayiiin
Ab toh aao
Jaan meri
So bhi jaaoo...

Arey aao na
Ke jaan gayi
Jahaan gaya, so jaao
Arey aao na
Ke thak gayi hai zindagi, so jaao (x2)

Naa shaam na savera
Andhera hi andhera
Naa shaam na savera
Andhera hi andhera
Hai roohon ka basera, so jaao!

Hawaa thhe hawaa thhe hawaa
Hawaa the hawaa huey
Baaqi toh khalaa... (x2)

Kabhi thhe to kabhi nahi
Kabhi thhe kabhi nahi
Baaqi toh khuda.. oo..

Yeh tha azal se tha
Uske fazal se tha
Bada kaam tha us zameen par
Wo to likh diya jabeen par
Jo guzar gayi, woh guzar gayi
Bewajah yahaan
Naa raho miyaan
Chalo miyaan, sabr le lo
Qabr le lo
Ghar mein aao oooooo...

Are aao na ke jaan gayi jahaan gaya so jaao
Are aao na ke thak gayi hai zindagi so jaao
Are aao na ke jaan gayi jahaan gaya so jaao
Are aao na ke thak gayi hai zindagi so jaao..

Lyrics Of Tu Meri ( Bang Bang )

Aisi kya, chali hawa, ki le gayi
Meri saanson ko mujhse door, Tere paas.
Aur mujhe huaa ehsaas
Tu Tu Tu, Tu Meri ri ri
Main tera ra, hone laga
Main main main, main tera ra ra
Tu Meri ri, hone lagi..

Kaise yeh huaa magar
Na hai mujhe, na tujhko koi khabar
Par ye dil ab se hai kehne laga
Tu Tu Tu, Tu Meri ri ri
Main tera ra, hone laga
Main main main, main tera ra ra
Tu Meri ri, hone lagi..

Na jaanu main, na jaane tu
Huaa ye jaadu kaise
Jo mera tha woh kho gaya
Jo tera mill gaya ho jaise
Iss dil ne, jab jaana ki bas tu..
Tu Tu Tu, Tu Meri ri ri
Main tera ra, hone laga
Main main main, main tera ra ra
Tu Meri ri, hone lagi..

Yun kabhi, yun kabhi
Dil kahe jaise haan yehi bas yehi
Samaa hai jisme zindagi zindagi
Hai jeeni aise ek pal, ek pal ho baaqi
Jaise ajnabi jahaan aake lag jaaye gale
Jaise tu chale aur duniya tere sang chale
Jaise raat chupke se tere kaanon mein kahe
Ki ab toh jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun..

Tu Tu Tu, Tu Meri ri ri
Main tera ra, hone laga
Main main main, main tera ra ra
Tu Meri ri, hone lagi.. (x2)

Aisi kya, chali hawa, ki le gayi
Meri saanson ko mujhse door, Tere paas.
Aur mujhe huaa ehsaas
Tu Tu Tu Tu Tu Tu ....

Tu Tu Tu, Tu Meri ri ri
Main tera ra, hone laga
Main main main, main tera ra ra
Tu Meri ri, hone lagi.. (x2)

Lyrics Of Indiawaale ( Happy New Year )

Ho maane ya koi maane na
Yahaan apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai
Aise hain chaahe waise hain
Arey jo bhi hain jaise hain
Khud pe humein naaz hai

Jaane na humko ye zamaana
Chaaho to humko aazmaana
Hum yaar-baaz hum jaal-saaz
Hum ishq-baaz dilwaale
Kehte hain humko pyar se India waale
Chhu lete dil ke taar se India waale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale

Yun toh seedhe bade..
Kabhi chahein to hathon se lete laqeerein chura
O.. humko parwaah nahi
Jo bhi kehta hai, kehne de jag ye bhala ya bura
Jaisi bhi marzi ho humaari
Karte hain aisi hoshiyaari
Par dil se yaar jo le pukaar
To jaan nisaar kar daale
Kehte hain humko pyar se India wale
Chhu lete dil ke taar se India wale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiaawale
Ungli pe sabko nachaa dein hum Indiawaale

Aankhon ki aankhon ki chaabi se
Thoda betaabi se chupke se khole dilon ke taale
Jaan dete, usko jahaan dete
Apna imaan dete jiski bhi baahe gale me daale

Duniya se humko kya le jaana
Yaaron ke dil mein ho thikana
Humein ek baar hota hai pyaar
Ye laakh baar kehla le
Kehte hain humko pyar se India wale
Chhu lete dil ke taar se India wale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale..
Dushman ke chakke chhuda de, chhuda de...
Ungli pe sabko nachaa dein...
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale..

Saturday, 3 January 2015

Lyrics Of Aadarniya Ungli ( Ungli )

Ungli....

Na na nanana...

Hoye...
Hey.. badhiya badhiya baatein karke
Ghatiya ghatiya kartab karke
Lap lap duniya ghular khaaye
Hey whity whity muh duniya ka
Blacky blacky kaala karke
Raag burai sur mein gaaye
Na na nanana...

Ho.. what a sankat (aiyyo)
No nivaran (aiyyo)
What a sankat no nivaran
Badi aafat aayi hai
Saare answer (aiyyo)
Leke aayi (aiyyaa)
Aayi aayi middle bai (at your service)

Re baba ri baba, baba ri baba
Respected aadarniya ungli (x4)

Na na nana...

Beimaani beimaani beimaani ki udaan hai
Imaandari paidal choron ki daadi mein latke hue medal..

Ek sip mein sab gatak gaye
Duniya le manjilgar*
Kalyug ki gaadi aur agla tyre puncture
Hey overall duniya ghush gayi
Hey overall duniya ghush gayi under the table

What a sankat (aiyyo)
No nivaran (aiyyo)
What a sankat no nivaran
Badi aafat aayi hai
Saare answer (aiyyo)
Leke aayi (aiyyo)
Aayi aayi middle bai (at your service)

Re baba ri baba, baba ri baba
Respected aadarniya ungli
Re baba ri baba baba ri baba
B..b..b.. beech ki ungli (x2)

Na na nana..

Duniya duniya duniya duniya
Duniya ho gayi total damage
Arrey jisko dekho maar ke jaye thes
Hey kya andher nagri saare chopat raaja
Sabki khabar lene aa gayi
(At your service)

Re baba ri baba, baba ri baba
Respected aadarniya ungli
Re baba ri baba baba ri baba
B..b..b.. bich ki ungli (x2)

Na na nana..

Lyrics Of Dance Basanti ( Ungli )

Dance...
C'mon c'mon
Dance...
D d d.. dance.

Ni gori tera thumka
bada kinky kinky type da
Ni gori tera jhumka
bada funky funky type da
Kateeli teri ankhiyaan
Jaise nouk nukeeli knife da
Ni gori tera nakhra
Bada hanky-panky type da

Kisi hit gaane pe jo
Kamar matka degi tu
Fateechar se ye dil ban jayega shehzaada
Oonchi waali heel pehankar
Dance Basanti..
D d d dance Basanti
D d d dance Basanti
Ho.. har limit ki height pe chadhke
Dance Basanti...
D d d dance Basanti (c'mon c'mon)
D d d dance Basanti
D d d Dance dance dance
d d d dance..

When see me you go wild aaw
You want my love you want it now now
You see me dancin up *
You know you know that i'm that bold
When I pump it up on floor or..
I know the boys be goin offo..
And I'll be shakin' it up
Take in it up breakin it up
I'm gonna be funk it up, what?

Hey Basanti tere ghar ka address bol de
Hey Basanti tere dil ka tu gate khol de
Basanti visphotak bas ek smile hai
Tu sar se paaon tak poori missile hai

Kisi hit gaane pe jo
Kamar matka degi tu
Poora nahi te chain mill jaaye pauna-aadha
Aashiqon se deal tu karke, dance basanti
D d d dance basanti
D d d dance basanti
Ho.. har limit ki height pe chadhke
Dance Basanti...
D d d dance Basanti (c'mon c'mon)
D d d dance Basanti

Shake that..
Ni gori tera thumka
bada kinky kinky type da
Ni gori tera jhumka
bada funky funky type da
Kateeli teri akhiyaan
Jaise nouk nukeeli knife da
Ni gori tera nakhra
Bada hanky-panky type da

Kisi hit gaane pe jo
Kamar matka degi tu
Fateechar se ye dil ban jayega shehzaada
Oonchi waali heel pehankar
Dance Basanti..
D d d dance Basanti
D d d dance Basanti
Ho.. har limit ki height pe chadh kar
Dance Basanti...
D d d dance Basanti (c'mon c'mon)
D d d dance Basanti
D d d Dance dance dance
d d d dance..

When see me you go wild aaw
You want my love you want it now now
You see me dancin up *
You know you know that i'm that bold
And I'll be shakin' it up, take in it up
Makin' it go, breakin it up
I'm gonna be funk it up, what?

D d d Dance Basanti