Friday, 9 January 2015

Lyrics Of Maazaa My Lord (Hawaizaada)

Oh maaza my lord lauta dil ye
Oh le le rishwat lauta dil ye
Oh maaza my lord lauta dil ye
Oh Miss Hukumat lauta de dil ye
Oh Maaza My Lord

(Spanish Part)

Kapde hain sharafat ke
Andar se mawaali hum
Seedhe dil warna chale kotwali hum

Na hai kachehari, daleel hai na apeal hai
Ishq ka mukadma uthata na vakeel hai

Oh maazaa my lord lauta dil ye
Teri adaalat lauta dil ye
Oh maaza my lord lauta dil ye
Oh maaza my lord lauta dil ye

Monday, 5 January 2015

Lyrics Of Bang Bang ( Bang Bang )

Teri meri.. raaton ne kiye hain kuch iraade
Milli hai jo ab ye mulaqaatein
Koi jaadu hone ko hai (hone ko hai..)

Teri meri.. hui aankhon-aankhon mein jo baatein
Mili hai jo ab ye mulaqaatein
Koi jaadu hone ko hai

Hona hai.. jo hona hai rahega hoke hi
Hota hai.. jo mill jata hai koyi
Hoga yeh.. hai jaana maine milke tumse hi
Are you feeling it tonight
I am feeling it tonight
Bang Bang, raat bhar baat kar
Tu mere saath chal
Dil pe chala hai jaadu, jaane kyun..

Bang bang raat bhar baat kar
Tu mere saath chal
Dil pe chala hai jaadu, jaane kyun

Bang Bang, Bang Bang, Bang Bang
Jaane kyun...
Bang Bang, Bang Bang, Bang Bang
Jaane kyun... Bang Bang!

Hey! aajkal aate jaate
Hey! aankhe karti hai baatein
Hey! aaj toh aa jaana hai
Hey! aankhon ki baaton mein
Bas ek baat kar le
Hey! mujhe baahon mein tu bhar le
Hey! aur saari raat bhar yeh
Hey! chalti rahe phir kahani teri meri

Teri meri.. teri meri aahon ke ishaare
Aa zara samajh le hum woh saare
Ke hosh ab toh khone ko hain (khone ko hain)

Teri meri.. teri meri
Raaton ne kiye hain kuch iraade
Mili hain jo ab yeh mulaqaatein
Koi jaadu hone ko hai (hone ko hai)

Hona hai.. jo hona hai rahega hoke hi
Hota hai.. jo mill jata hai koyi
Hoga yeh.. hai jaana maine milke tumse hi
Are you feeling it tonight
I am feeling it tonight

Bang bang.. raat bhar baat kar
Tu mere saath chal
Dil pe chala hai jaadu, jaane kyun?

Bang Bang.. raat bhar baat kar
Tu mere saath chal
Dil pe chala hai jaadu, jaane kyun

Bang bang, Bang bang, Bang bang
Jaane kyun..
Bang bang, Bang bang, Bang bang
Jaane kyun..

Raat bhar baat kar..
Jaane kyun.. bang Bang
Raat bhar baat kar
Dil pe chala hai jaadu, jaane kyun..

Bang bang, Bang bang, Bang bang
Jaane kyun
Bang bang, Bang bang, Bang bang
Jaane kyun...

Bang bang take a little chance chance
Take a little dance dance
Now get your body movin' (x2)

Bang bang, raat bhar baat kar
Tu mere saath chal
Dil pe chala hai jaadu, jaane kyun (x4)

BANG BANG!

Lyrics Of Indiawaale ( Happy New Year )

Ho maane ya koi maane na
Yahaan apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai
Aise hain chaahe waise hain
Arey jo bhi hain jaise hain
Khud pe humein naaz hai

Jaane na humko ye zamaana
Chaaho to humko aazmaana
Hum yaar-baaz hum jaal-saaz
Hum ishq-baaz dilwaale
Kehte hain humko pyar se India waale
Chhu lete dil ke taar se India waale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale

Yun toh seedhe bade..
Kabhi chahein to hathon se lete laqeerein chura
O.. humko parwaah nahi
Jo bhi kehta hai, kehne de jag ye bhala ya bura
Jaisi bhi marzi ho humaari
Karte hain aisi hoshiyaari
Par dil se yaar jo le pukaar
To jaan nisaar kar daale
Kehte hain humko pyar se India wale
Chhu lete dil ke taar se India wale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiaawale
Ungli pe sabko nachaa dein hum Indiawaale

Aankhon ki aankhon ki chaabi se
Thoda betaabi se chupke se khole dilon ke taale
Jaan dete, usko jahaan dete
Apna imaan dete jiski bhi baahe gale me daale

Duniya se humko kya le jaana
Yaaron ke dil mein ho thikana
Humein ek baar hota hai pyaar
Ye laakh baar kehla le
Kehte hain humko pyar se India wale
Chhu lete dil ke taar se India wale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale..
Dushman ke chakke chhuda de, chhuda de...
Ungli pe sabko nachaa dein...
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale..

Sunday, 4 January 2015

Lyrics Of Gangster Baby ( Action Jackson )

Bootylicious bong bong oh jango bloody
Bootylicious bong bong oh django bloody
Tere bina dil lagta nahi hai aaja
Tere bina jaan jaati nahi hai aaja
Aaja, aaja, aaja...

You’re my gangster baby
You’re my gangster baby
You’re my gangster baby aye aye aye AJ (x2)
(Me criminally good)

Tumse mil kar maahiya raatein hai ruhaaniya
Wanna be with you forever jaaniya
Saanson ki bechainiya kare badi shaitaniya
Hain badi betaab yeh jawaaniyaan

Bootylicious bong bong oh jango bloody
Bootylicious bong bong oh jango bloody
Tere bina dil lagta nahi hai aaja
Tere bina jaan jaati nahi hai aaja
Aaja, aaja, aaja...

You’re my gangster baby
You’re my gangster baby
You’re my gangster baby aye aye aye AJ (x2)
(Me criminally good)

Halka halka sa nasha
Behki behki si fiza
You're my love, hai qaatil teri har adaa
Honton pe tera hi naam
Sochun tujhe subah shaam
Tufaani samaa hai ho naa tu judaa

Bootylicious bong bong oh jango bloody
Bootylicious bong bong oh django bloody
Tere bina dil lagta nahi hai aaja
Tere bina jaan jaati nahi hai aaja
Aaja, aaja, aaja...

I'm a gangster baby
I'm a gangster baby
I'm a gangster baby aye aye aye AJ (x2)
(Me criminally good)

Lyrics Of Keeda..Aaja Meri Gali ( Action Jackson )

Tumse milne ka keeda andar hai
Dating kar le tu open calendar hai

Tumse milne ka keeda andar hai
Dating kar le tu, open calendar hai
Som, Mangal, Budh, Guru, Shukra, Shani, Ravi
Aaja meri gali, aaja meri gali
Aaja meri gali, aaja meri gali (x2)

Teri adaa judaa, hai tujh mein X-factor
Aaja sikha du me tujhe dating-shating ka chapter
Maan le meri baat, aaja aaja mere saath
Aaja aaja meri gali

Tumse milne ka keeda andar hai
Dating kar le tu open calendar hai
Som, Mangal, Budh, Guru, Shukra, Shani, Ravi
Aaja meri gali, aaja meri gali
Aaja meri gali, aaja meri gali

Tu jo kahe karunga, mere dil ka remote tu
Meri dildaar bank ka, baby laakhon ka note tu
Maan le meri baat, aaja aaja mere saath
Aaja aaja meri gali

Tumse milne ka keeda andar hai
Dating kar le tu, open calendar hai
Som, Mangal, Budh, Guru, Shukra, Shani, Ravi
Aaja meri gali, aaja meri gali
Aaja meri gali, aaja meri gali

Saturday, 3 January 2015

Lyrics Of Aadarniya Ungli ( Ungli )

Ungli....

Na na nanana...

Hoye...
Hey.. badhiya badhiya baatein karke
Ghatiya ghatiya kartab karke
Lap lap duniya ghular khaaye
Hey whity whity muh duniya ka
Blacky blacky kaala karke
Raag burai sur mein gaaye
Na na nanana...

Ho.. what a sankat (aiyyo)
No nivaran (aiyyo)
What a sankat no nivaran
Badi aafat aayi hai
Saare answer (aiyyo)
Leke aayi (aiyyaa)
Aayi aayi middle bai (at your service)

Re baba ri baba, baba ri baba
Respected aadarniya ungli (x4)

Na na nana...

Beimaani beimaani beimaani ki udaan hai
Imaandari paidal choron ki daadi mein latke hue medal..

Ek sip mein sab gatak gaye
Duniya le manjilgar*
Kalyug ki gaadi aur agla tyre puncture
Hey overall duniya ghush gayi
Hey overall duniya ghush gayi under the table

What a sankat (aiyyo)
No nivaran (aiyyo)
What a sankat no nivaran
Badi aafat aayi hai
Saare answer (aiyyo)
Leke aayi (aiyyo)
Aayi aayi middle bai (at your service)

Re baba ri baba, baba ri baba
Respected aadarniya ungli
Re baba ri baba baba ri baba
B..b..b.. beech ki ungli (x2)

Na na nana..

Duniya duniya duniya duniya
Duniya ho gayi total damage
Arrey jisko dekho maar ke jaye thes
Hey kya andher nagri saare chopat raaja
Sabki khabar lene aa gayi
(At your service)

Re baba ri baba, baba ri baba
Respected aadarniya ungli
Re baba ri baba baba ri baba
B..b..b.. bich ki ungli (x2)

Na na nana..