Tuesday, 20 January 2015

Lyrics Of Dil-e-Nadaan REPRISE (Hawaizaada)

Aag ka dariya doob ke jaana
Ishq nahi aasaan, aasaan ho
Ishq nahi aasaan..

Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai
Aakhir iss dard ki dava kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai

Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai

Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Main nahi jaanta duaa kya hai
Main nahi jaanta duaa kya hai
Main nahi jaanta duaa kya hai
Dil-e-nadaan tuje hua kya hai

Aag ka dariya doob ke jaana
Ishq nahi aasaan, aasaan ho
Ishq nahi aasaan

Maine maana ke kuch nahi Ghalib
Maine maana ke kuch nahi Ghalib
Muft haath aaye toh bura kya hai
Muft haath aaye toh bura kya hai
Dil-e-naadaan tujhe huaa kya hai

Friday, 9 January 2015

Lyrics Of Maazaa My Lord (Hawaizaada)

Oh maaza my lord lauta dil ye
Oh le le rishwat lauta dil ye
Oh maaza my lord lauta dil ye
Oh Miss Hukumat lauta de dil ye
Oh Maaza My Lord

(Spanish Part)

Kapde hain sharafat ke
Andar se mawaali hum
Seedhe dil warna chale kotwali hum

Na hai kachehari, daleel hai na apeal hai
Ishq ka mukadma uthata na vakeel hai

Oh maazaa my lord lauta dil ye
Teri adaalat lauta dil ye
Oh maaza my lord lauta dil ye
Oh maaza my lord lauta dil ye

Sunday, 4 January 2015

Lyrics Of Daak Ticket Jaari Hoga ( Hawaizaada )

Rakh sar tera haath faqira
Raahon ka tu hi wazira
Karde pathar bhi heera ho..

Chhu ke haathon ki laqeerein
Badli tune taqdeerein
Tu hai koi Peer faqira ho..

Ho shaan mein shaan mein chalengi topein
Tope woh sarkari hogi
Ho shaan mein shaan mein chalengi topein
Tope woh sarkari hogi

Arrey dekhna ek din naam ki apne
Daak ticket jaari hogi

Daak ticket jaari hogi, hey..

Sooraj ke saath jab aayenge
Khari khasta ban maska
Chanda ji ko bhi lagayenge
Cutting chai ka chaska
Aasmaan ki shelf se
Taare hum utaarenge
Bana ke laalten unhe
Darwaaze pe taangenge

Daak ticket jaari hogi
Rakh sar tera haath faqira
Raahon ka tu hi wazira
Karde pathar bhi heera ho..
(Daak ticket jaari hogi)
Chhu ke haathon ki laqeerein
Badli tune taqdeerein
Tu hai koi Peer faqira ho..